Yes, you can do Wazifa in periods if it is not from the Quran. During menstruation, direct recitation of the Quran is generally not allowed. However, if the Wazifa is from Quranic Ayat, you may recite them as part of duas or dhikr, rather than as a formal recitation. For example, you can recite Surah Al-Ikhlas as part of your Wazifa if you do so as a dua or dhikr.
If the Wazifa you are doing does not from Quranic ayat, you can continue without any restrictions during your periods. I have answer similar question "Can I do Wazifa in Periods?" you can read more about Can we recite Wazifa during periods?
Muje kisi ne Wazifa dia tha usne kaha ke me sirf Periods ke dino me he kar sakti hu. Jab periods nai hai tu muje Wazifa ko band kar dyna hai. Ab muje bilkul be samj nai arahi ke me karu yaa naa karu.
Aksar aise Wazaif jo specifically periods ke dino me parhne ke liye diye jate hain, wo ziada tar mohabbat ya kisi khas maqsad ke liye hote hain. Lekin Agar Wazifa Quran se hai tu ap naa karen Ziada tar hota hai ke jadugar Quran ke alfaz ko ulta phreny ke liye bolty hai. Is liye agar ap ko koi Wazifa periods ke liye diya gaya hai, to ye zaroori hai ke ap is par achi tarah samajh lein ke uska asal maqsad kya hai. Agar diya gya Wazifa Quranic Nai hai tu ap kar sakty hain. Agar phr be apko samaj na aye to ap direct muje contact kar lain.